Lan network me 1 Computer se 100 Computer kaise Control kare
Hey Blogger me Jeevan Aapki dost to Aaj Hum Network ke bare me Kuch Janakari Hansil kare jaise ki Aapko pata hi
ho ki Humari Site me computer se judi Hur Janakari Share ki jati hai Esi tarah
Networking Bhi Computer Technology ka sabse bada part hai Kyu ki Aaj Computer Jis Mukam (मुकाम’)par hai bo Shayad Networking ke vajah se hi hai -Aaj hum
Aur tum bathe kar rahe hai Wo bhi Kisi -na Kisi Network System ka
Istimal kar ke hi kar rahe hai Networking ka sabse Bada Udhaharn Aap WAN
network ko dekh sakte ho jise Hum Internet keh sakte hai kher Aaj ke topic par
Aaye !Dosto Muze Ekk Sawal Puncha Gaya Tha jo kuch Ess tarah ka hai
Umesh -indore
Umesh Tumhara Question kafi Accha aur Interesting hai
Jis se kahi Logonko Fayada Ho sakta hai ! jab me Computers Lab me kam karti thi
tab mere Under 200 Computers the Jo LAN se Connected
hote thee Aur Hur computer par Koe-na-koe Student betha karta
tha .tab mere Dil me bhi Same Sawal Aata tha …..ki kash me mere Computer se enn
sare computer par Dhyan de saku …fir mene kahi sare Tarike Aapna kar dekhe par
Muze jo tarika chahaiye tha Wo mil nahi raha tha ….Finely Lakh koshisho ke badh
muze Ekk Tarika mil hi gaya Jise me tum se share karne ja rahi hu yane 1
computer se 200 Computer kaise Access kare :)to chalo Shurwath karte hai
Dosto Ess method me Tum Server Honge Aur Jo computer tum
Access ya control karna Chahate ho Wo client honga to Ess pure Setup ke liye
Tumhare pass Third party Application ki jaroorath hai Jo hai Network support
Manager JO ki 1Ekk LAN Software Hai Ess Apps ke madat se hum Network se
Kisi bhi computer ko remotely Acces kar sakte hai Aur – ethna hi nahi to Ess
Software ke Kahi sare features hai jaise ki
- Software ka istimal kar ke tum Network ke sare Computer At Time OFF ya ON kar sakte ho
- Software ka istimal kar ke tum Koe bhi computer ka Access rok sakte ho ya Unka Display black kar sakte ho
- Mouse -keyboard -Usb Lock kar sakte ho
- at Time Sare Network Computer me Software Install kar sakte ho
- Sabse Bada feature ki tum Client ka computer Control Kar rahe ho ya dekh rahe ho ye Client ko Bilkul pata nahi Chalega
How
to control computers on your network in Hindi
Dosto Ye Software Paid hai -jo 30 days Tumhare Computer me
Chalega par Tumhe Full Version Chahaiye to muze mail ya Comment karo me Tumhe Serial
key send kar dungi Ye Software 2 Mode
par Chalata hai Jaise ki
- Server -typical
- Client
Server Computer
Server PC yane tumhara Computer Jis se Tum Network me
connected Computer control karna Chahate ho Client Computer Client
Computer yane Tumhare Client Matlab Lan me Lage Computer jise Tum Server
Pc Se Control karna Chahate ho to bo 50 ho sakte hai 100 ya 200 ho sakte
hai
Server
Computer par Net Support Software ka Setup kaise kare
1)Sabse Pehala Net Support Software ko Install kare -And
-Install -karte -karte Aage Jakar Tumhe Pucha jayega ki SERVER ya CLIENT
tab Server ko Select kar ke next kar do [ Yadd Rakhe Tumhe Server Computer par
Server hi Select karna hai ]
- WordPress ke Liye Top 10 plugins in Hindi language
Niche Diye Huye Video me Aap Software kaise crack kare ye
Step-by-step Dikhaya Gaya hai Software Crack Hone ke badh Simply Next -Next kar
ke Finish kar do
jaise hi Setup Finish Hota hai vaise Hi Tumhare Ddesktop par
Network Support manager ka icon Show Hoga !
Clint Computer
Abb
Server ka kam Ho chuka hai Abb Client Computer me Same Software
Install karna hai basa jab-next-next karoge tab Server ke yaha Client Select
kar ke Software Install karna hai
[ Yad Rakhe Clint Computer me
Client Hi select kar ke Software Install karo Varna Server Aur Client
Communication kar nahi payenge ]
Abb
Server Aur Client Computer me Net Support manager Install Ho chuka hai abb
Simply Server Computer par Aao Aur Net Support Apps ko Open kar
do Aur New Client par Click kar do !
jaise
hi Aap New Client par Click karoge vaise hi Tumhare Samane 1ekk Pop-up Aayega
usme Tumhe i’ll choose the name from a Browse List ko select karo aur
Next button par Click kar do : )
Next
button par clcik hote hi
Software tumhare Network me Lage Sare Client computer ko Scan karega – Aur Jis
computer me Client App milega Uska IP (internet Protocol ) Address tumhe Show
karega .
Bass
Abb IP Address par clcik karo Aur Finish button par Click kar do Tumhara Client
Computer Server Software me Add Ho jayega
Aap
niche Image me Dekh sakte ho Mene mere Client ka computer remotely Access kar
rahi hu ! Esii Tarah Aap Bhi Lan me Lage koe bhi System remotely Access kar
sakte ho
Dosto Ess Software ko Access karna koe badi bath nahi
hai ! bass Step-by-Step Follow karo Tumhara Kam Ho jayega ! Fir Bhi tumhe Kahi
Problem Aa rahi hai to Muze Comment karo Me Tumhari jaroor help karungi
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें